Pakistan ke pichle kuch saalon se haalat hai kharab, jaha atta, paani, ke dam chu rahe hai daam aasmaan ke, lekin iss beech kuch ghaton pehle Hume Khabar mili hai ki hai Pakistan ke Indus River se unhe Mila 28 laakh tole ka sona, Log usse already river of gold bolne lage hai, news ke according har Pakistani citizen unke Indus valley me jaakarke khudhayi shuru kar di hai, ek ladke jiska Ghar is river ke pass tha woh kehta apne dost ko, “shayad Hume khodhne SE Hume bhi sona mil jaaye, aisa kehkar bechara apne dost ke sath khudhayi karli phir woh aur uska dost doob gaye paani me. Log river me fishing rod ki jagah gold detector le jaa rahe hai, kehte hai, “machi kon padega yaha toh sona mil rha hai ”
Itne saal hum Indus civilization ke wonders jo sirf history books me dekhe par ab toh real life wonder dekh liya Indus River SE sona nikal Raha hai, Pakistan ke saare problems karne solve aa gaya ye solution, Kher iss raat woh sab chain ki neend soyenge unhe 80 hazaar crore jo mile hai, but itna Sara sona Kahi Taliban chori na karle…unko need naa aane ka kaaran ye for sure ho sakta hai.
Pakistan ke bachon ke mummy papa kehte hai ab, humare bachon ko ab engineering nahi gold miner banayenge, ab log dua karte hai “Ya Allah Indus Valley ke bagaer hummer ekk plot dial do” and jiska already already plot hai unka toh Sons ke kaaran sona haraam ho gaya hai
Humare Farzi reporter ke anusaar, Ekk Tik toker sone ki chidiya banne ke Liye bhari udaan Idus River me lekin bhul gaya ki phone waterproof nahi hai. Ab mulq me aur karza badh gaya uska phone ddobne ke kaaran.
Pakistan ke naye “Golden Era” ki shuruaat ho chuki hai, aur aise lagta hai jaise Indus River ab national treasure ke saath ek stand-up comedy stage bhi ban chuka hai. River ke kinaare ab sirf gold diggers hi nahi, meme-makers bhi baithe nazar aa rahe hain. Har taraf se jokes aur taane ud rahe hain.
Aur sunne me aaya hai ki Pakistan me real estate ki demand skyrocket ho gayi hai. Log ghar kharidte waqt bolte hain, “Bhai, is ghar ke neeche sona hai ya nahi?, Lekin humare pass paisa NAHI bass hopes hai ye toh yahi baat ho gayi , “hareebi me aata gheela, aur chain ke sone ke Chaat me sone bhiu NAHI mila “
adi ke rishton me ladki ke liye poocha ja raha hai: “Ladke ka ghar Indus ke paas hai kya?” Aur agar jawab haan ho, toh samajh lo, rishta done!
0 Comments