Bihar ka Bhagalpur Junction ek normal din jee raha tha, jab achanak ek patni ki cheekhein hawa mein gunj gayi—”Ruk jao, tum mujhe dhokha nahi de sakte!” Aur bas, phir jo tamasha shuru hua, usne pura station hilakar rakh diya!
Kahani ka first class tadka, Ek pati patni nayi-nayi mohabbat aka sautan kesath shanti se sttaion pe train ka intezaar me tha. Tabhi hi waha uski asli patni aa gayi. Bilkul SHatkkiman mode me. Jis tarah uski aakhien gusse se laal ho rakhi thi uska pati to kya koi aur bhi hota to dar jjata. Bas fir kya Shakti man style me pati ka hath pakad kar uskostation pe ghaseet rahi thi, lag raha tha ki ye koi action movie ka scene hai, jisme villian train pakad kar bhagna chahta hai, aur heroine use rokne ki puri koshih kar rahi hai l!
Ab ye pati patni aur woh ka drama dekhke baki yatri chup thosi hone walae the. Plat form pe jitne bhi bhai -behn khade the sabko free ka BIG BOSS drama mil gaya.
Koi video bana ne lga to koi commentary de raha tha. Somebody even said: “Ye to sath nibhana sathiya ka reality show hai” Yegamashan ke bich me hi sautan aur asli biwi ki ho ayi ghamasan ladai. Sirf bol se nai balki baal kheench kar hui pitai. Jab tharki pati side me bas khade ho kar delh raha tha ki b=ye chal kya raha hai.
EK ne kaha,
“Ee dekho kaun jeetega, asli wali ya naye wali?”
Kisi ne toh ekdum Bollywood style dialogue bhi maar diya—
“Arre bhaiya, train ki chinta mat kariye, yeh pati ab kahin nahi jaa sakta!”
Ab mara mari ho aur police na aaye aisa kabhiho sakta hai ya?
waha police bhi aa gayi. Pati bechara do mahilaon ke beech phas gaya—ek taraf biwi ka pyaar (ya gussa?), doosri taraf naye pyaar ka nasha! Police ne dono taraf se arguments sune, aur station par pura emotional courtroom drama chalu ho gaya!
The End, Ya Naya Twist?
Ab is kahani ka kya hua, ye toh bhai Bhagalpur waale hi batayenge, lekin ek cheez pakki hai—jo log us din station pe the, unhone ek blockbuster scene live dekh liya! Twitter aur WhatsApp pe log memes aur jokes uda rahe hai—
“Pati train se bhag nahi saka, lekin ghar wapas bhaag gaya!”
Aakhir me moral of the story—
“Souten ho ya biwi, Bihar Junction pe panga mat lena, warna pura desh maze lega!” 😆Padhte Rahe Farzi News for more such funny farzi content.
0 Comments